Responsive Advertisement
Responsive Advertisement

Advertisement

Responsive Advertisement

Popular Posts

Popular posts from this blog

Wahin lyrics | Mohit Gaur

Mohit Gaur Wahin

Khushiyo ki dopahar me
Naw jaane kaisa gum tha,
Sab jyaada hi toh thaa
Bas vohi kam thaa!
Kami uski pal pal khal rahi thii,
Betaabi vajah sae milne
Bada machal rahi thii.
Fir khuli aankhon me khwaab banke
Voh gayi dikha key jeh,
Dil le jaa rahii hoon likha ke jeh....

Kitno nae saanche rishteyy dhaage,
Resham sii dori,
Keeche baandhe..
Par main naw simta
Tod dhaage!
Chodh key pinjara
Peeche mae aage..
Ab bas yaha pae man lagta nahin!
Haan meraa dil toh wahin hae wahin!
Jis jagah tuu hota hae....
Jahan khaande pae mere sir rakh key sota hae..
Haan meraa dil toh wahin hae wahin!

Mor key saare pankh khule
Vaisa hi mae jaaga jaaga saa
Pechh ladaati patang koi,
Kat ke firta me jaata jaata saa..
Ab yahan man lagtaa nahin hae
Ab bas yahaa man lagtaa nahin
Haan meraa dil toh wahin hae wahin
Jis jagah tuu hota hae..
Jahan khaande pae mere sir rakh key sota hae..
Haan meraa dil toh wahin hae wahin....

Wahin ko likhne wale aur gaane wale: Mohit Gaur

The name Anya belongs to a very special person in my life who served as the impetus for writing this song. Wahin. It came to be that I was having a conversation with some of the closest friends I've ever had when I began to feel a pang of longing for her and gradually let myself get consumed by thoughts of her. In the predicament of not being in reality while simultaneously being entirely present in her thoughts, in this really difficult predicament! There was a song that kept playing in my head called "Dil toh wahin hai wahin." And when I found that I could no longer hold this song, these lyrics inside of me, I went to my room. I shut myself in my room for two hours, and this song came out of it!
This song is around five minutes long, but if I had to summarize it in three words, they would be "I Miss You." If you are missing someone, maybe listening to this music would help you get over it. ~Mohit Gaur

loading....

Related Posts

Post a Comment