Aaina lyrics | Arsh Akhtar
Arsh Akhtar Aaina
Yeh aaine mein kon hai?
Pal-pal badalte chehre.
Kisko kahu aakhir apna?
Jab aitbaar khudpe na rahein.
Bechain karwat lein raha.
Aakhir inn raaton se kyu’n mein ladh raha?
Hain thaki phir bhi hai jaagi.
Aakhir inn naino ki kya khata?
Inn naino ki kya khata?
Naina sukhein jaaye, naina sukhein jaaye.
Mujhe ash’q na aayein, mujhe ash’q.
Naina sukhein jaaye, naina sukhein jaaye.
Mujhe chain na aayein, yeh raei’n na jaaye.
Dil yeh pareshaan hai bada.
Jaane kyu’n hain yeh khudse hi khafa?
Bechain karwat lein raha.
Mujhme koi toh chupke ro raha.
Naina sukhein jaaye, naina sukhein jaaye.
Mujhe ash’q na aayein, mujhe ash’q.
Naina sukhein jaaye, naina sukhein jaaye.
Mujhe chain na aayein, yeh raei’n na jaaye.
Yeh aaine mein kon hai?
Pal-pal badalte chehre.
Kisko kahu aakhir apna?
Jab aitbaar khudpe na rahein....
Aaina ko likhne wale aur gaane wale: Arsh Akhtar
loading....
Post a Comment
Post a Comment