Farq Hai lyrics | Suzonn
Suzonn Farq Hai
Main zameen tuu asmaan
Aur adhurii dastaan
Naate kaise jude....
Tuu resham sii pari
Mujhme kya hai saadgi
Raaste mude huwee.
Hum tum alag hae
Farq hae farq hae farq hae
Arz main tuu falak hae
Farq hae farq hae farq hae
Hmmmm.....
Naaz tuu muzeer main
Zid pae ab lakeer hae
Beyhadh hae faaslee....
Main shaamat kaa nishaan
Tujhpe unkoo hae gumaan
Duniya mujhkoo sahe....
Main mohtaaj tuu dhadak hae
Farq hai farq hae farq hae
Main berang tuu chamak hae
Farq hai farq hae farq hae....
Farq hai gaane ko likhne wale aur sunane wale: Suzonn
The play "Farq hai" illustrates the contradictory nature of contemporary society. The song discusses how social ills such as racial discrimination and classism can leave an individual with a negative self-perception, which is then reflected in how they view the world around them. A love song is used to communicate the sense of hopelessness and inferiority complex that the character has.
loading....
Post a Comment
Post a Comment