Responsive Advertisement
Responsive Advertisement

Advertisement

Responsive Advertisement

Popular Posts

Popular posts from this blog

Ghuroor lyrics | Abdul Hannan

Abdul Hannan Ghuroor

Barhti chalti rahayy duniyaa
Aa bhi jaa, mujh koo aazma
Teri harkatain hain bemisaal
Bebas hun mein kab se kharaa....

Waaday dabbtay yee choor hain
Aadatain teri suroor hain
And girl i aint fool, nah
Dur mein iss pe aboor hai....

Oh, kaisay morray gi muu?
Torray gi kyun, ye mann?
Inn lafzon ko tol
Asar mein tu chhor, naw....

Kab se behti rahi nadiyaa
Merayy khayalon ki
Har pal mai yun deta raha
Dil koo delaasay hi....

Tujh main kaisa gharoor hai?
Kya ye meraa qasoor hai?
Paas jo tere main itna rahaa
Jitnaa tuu mujh se yun door hai ....

Ohh , kaisay morray gi muu?
Torray gi kyun, yee mann?
Inn lafzon koo tol
Asar mai tuu chhor, naw.....

Ohh , kaisay morray gi muu?
Torray gi kyun, yee mann?
Inn lafzon koo tol
Asar main tuuu chhor, naw.....

Hai teraa suroor
Main teraa fitoor
Dil ki galliyon main
Yee qissa mashhoor....

Ghuroor ko Likhne aur gaane wale: Abdul Hannan and izzchughtai

loading....

Related Posts

Post a Comment