Sunn lyrics | Arsh Akhtar
Arsh Akhtar Sunn
Yeh shaam dhalne koo hae. Sunn, Ruk jaa.
Kal subah chadhte dekhenge. Sunn na, Ruk jaa.
Poori raat hai idhar. Mein aur tuu hamsafar
Ghoomenge, idhar see udhar.
Phir unn khali sadko’n par, naachenge be’dhadak....
Jhoomengee, hum be’fikr.
Phir thak karr. Bikhar kar. Girenge bistar par.
Ek tuu ho. Ek mein hu’n. Baaki tanha ho yeh ghar.
Teri meri baatein hoo. Apni saari yaadein hoo.
Kaise hum mile the udhar....
Ha bas ek hi chadar hae, aadhi aadhi baant lei’n.
Ab naw mujhse aise jhagad.
Ab tu batade kya hae iraade tere?
Ishaare yeh saare hai merii samajh se parei’n.
Khoyi seher joo ab aane lagi hae....
Sawalo’n ki khwahish kuch aise jagi hae.
“Poori raat jaagi huu, tere saath jaagi huu”
Tuu kahe, iss kadar.....
“Mujhe sone ab do, parde giraa do.”
Tu kahee, iss kadar....
Sunn, Sunn naw, kya rahegi umr bhar?
Sunn, Ruk jaa, Reh lein naw umr bhar...
Sunn ko likhne wale aur gaane wale: Arsh Akhtar
"Sunn" is a romantic Hindi and Urdu song that you might whisper in the ear of your sweetheart and urge them to remain with you by saying "Sunn, Ruk ja."
"Sunn" is a story about two lovers who spend a night together wandering in empty streets, fighting over a single blanket, attempting to understand each other's "ishaare" (gestures) and "iraade" (desires), and then experiencing a relaxed, beautiful morning in each other's company. The story ends with the two lovers experiencing a beautiful morning in each other's company. -Arsh Akhtar
loading....
Post a Comment
Post a Comment