Waqt ki baatein lyrics | Dream Note Official
Dream Note Official Waqt ki baatein
Maana Dill Daraa Daraa Haii
Toota ye zaraa zaraa haii
Dil ke is bawandar koo thehar jaanae do
Hoth yee zaraa sile hain
Khamoshii ke silsile hainn
Raat thodi gehrii hai, Sehar aanae doo...
To kya hua joo tootaa aaj sapna ye teraa
To kya hua joo aaj koii apna na milaa
Kabhii to poora hogaa ye chaahaton kaa ghar
Kabhii to mil hi jaega Tujhkoo humsafar
Tujh main naa kami koi hai
Bas teraa ye din bura haii
Waqt kii ye baatein hain, ise guzar jane doo....
To kyaa hua jo badla woo joo kehtaa tha yahii
Badal bhii jaye duniya main rahoonga bas wahii
Magar jahan zaroorat thii wo rahaa nahii
Sath kaa to chhodo, khayal tak nahii
Jaane do joo Jaa chuka hai
Kaun kab kahan rukaa haii
Baatein ye fizool hain, inhe bhool janae doo...
Andheron main hi rehne ke faisałe kiyea
To Roshini main aake ye mann kahan lagee
Haii itni baar tootaa yakeen apnoo se
To Aitbaar kispe Nazarr ye phir karee
Tuu muskuranaa chahe to Darne lagtaa hai
Kahin nazar terii hi khushii ko naa lage
Kisi pe aanaa chahe to kaise aye dill
Ye phir se Tootne ke khayall se dare darae...
loading....
Post a Comment
Post a Comment