Dheere Dheere lyrics | Osho Jain
Osho Jain Dheere Dheere
Jal rahe hae jungle aur
Nadiyaa ro rahi hae,
Dheere dheere..
Log sadko par hae
Duniyaa aapa kho rahi hae,
Dheere dheere..
Naa padaa faraq kabhii jinhe
Unhe bhi pad rahaa hae,
Dheere dheere..
Jo padhna chahta hae
Vo bhi lad raha hae,
Dheere dheere..
Sheher machall rahe hae
Ghum hawae ho rahii hae,
Dheere dheere,
Nafrato ke beej duniyaa
Khul ke bo rahii hae,
Dheere dheere,
Galatt irado wale
Benaqaab ho rahe hae,
Dheere dheere,
Ghamo kii raat me khushii ke
Khwaab wo so rahe hae,
Dheere dheere..x3....
Dheere Dheere ko likhne wale aur gaane wale: Osho Jain
It covers everything that has occurred in recent times in each and every region of the earth, and it does it in detail. All of these topics, including people demonstrating in the streets, opposition to climate change, and the escalation of political tensions, are discussed, but in a manner that is extremely subdued. The fundamental message that is intended to be conveyed via the words of this song is that an issue that, at first look, does not seem to be a big problem may swiftly grow into a critical one if it is not addressed properly. Spiti, which is a district in the state of Himachal Pradesh in India, served as the setting for the filming of this music video. ~Osho Jain
loading....
Post a Comment
Post a Comment